How To shortcut Connect my Godaddy Custom Domain to wordpress and,Blog site?

wordpress ,Blog site Me Godaddy Custom Domain ko kaise shortcut connect kare

Doston, main aaj ek aur aisa article likh raha hun ki yadi apne wordpress me ek website banai hain to aap iske sath apne godaddy domain ka upayog karna chahte hain .ise hum prapt kar sakte hain.yah apke liye brand pahachaan ko majabut karne ka shandar idea hain.yah ek cchote business ke maalik roop me,apki site se judi aik costum domain hone par apki anuthi brand ko aik najar me banaya ja sakta hain.aur apkiek pahachan bana sakte ho.

yah sabhi samagriyon ko mapne aur sifting karna phir inko sahi kram me milakar set kiya jata hain.jaise- nameservers, IP addresses, A and CNAME records and zone files etc.jaisi samagriyon ke sath apna rasta saf ho jata hain.isme apko kuch nahi karna padata hain.isme ap apne godaddy domain ko darekt apni site se connect kar sakte ho.uparokt samagriyon ko jodana kaphi muskil hota hain.aur ap bhatak jate hain.

Apane wordpress Blogsite Me GodaddCustom Domain ko kaise shortcut connect karey ?

Blogger me godaddy custom domain name add karna bahut saral he.yadi apka koi free blog ya blogsite banai hain aur ap usame apna domain name shrtcut vidh se add karna chahate he to isme tin chijo ki jarurt hogi .aap inko follow karke Apane Blogsite Me Godaddy Custom Domain ko shortcut connect kare:-

1.sabase pahale wordpress.com ka account open karana hain.jisame aapane bolgsite banai he.aur yadi blogsite nahi banai he to abhi banale.

2.dusara, www.Godaddy.com ka accout open karana he jisame appane custom dmain liya hain.yadi apne godaddy se domain nahi kharida he to aj hi kharid le.

3.aur ant me, "Connect My Domain To wordpress" link par click karana hain. 
Godaddy Domain Name Ko Blogger Me Step by step Kaise Direct Shortcut Add/Connect Karte Hain.

Step-1. "connect my domain to wordpresslink par click kare.click karne ke baad, niche diya gaya aik menu khulega. 

1.Domains link:- godaddy.com per sing in karne ke baad niche apka domain name ka link khulega.uslink par click karte hi domains settings page menu khulega.  

Note:- yadi apne www.godaddy.com se custom domain name liya ho tabhi yah link open hoga.anyata yah link nhi open nahi hoga.

Step-2Ab domains settings page par "us my domain" button par click kare.niche menu imaige ko dekhe.us ke anusaar kare.  




Step.3.phir apako connect to an existing site ke under hi "connect" ki button par click kare.




Step.4.  Forword To Any Site:-isake niche box me apane blogsite ka url likhe.jaise:-http://www.indiahelpwire.wordpress.com ko niche box me likhe.isake baad apako "Next" ki button par click kare.adhik jaankari ke liye niche diye gaye imaige me dekhe.




Step.5. Ab antme,"Finish" ki button par click kare.adhik jaankari ke liye niche diye gaye imaige me dekhe.

Note. apane Domain Name Ko Blogger Me active hone me  24 se 48hrs ka time  lagega.48 ghante tak intajaar kare.fir bhi active nahi ho to fir se settings karle.kyoki kabhi kabhi settings karte vakt koi galti ho jati he. is karn se apke blogsite par domain lagu nahi hota .
Dosto main asha karta hun ki apko yah post pasnd aai hogi.aur umid karta hun ke blogsite me godaddy ka domai add krne me madad milegi.
Ham apko DNS me kuch badalv karna hoga.aur apko prakriya ko pura karne ke liye apko kuch saral karne ke liye niche ek imaige diya gaya hain usake anusaar apki weebly par yah karna hoga. 
mujhe asha hain ki ap apne wordpress site par godaddy domain ko darekt jod sakege.

ą¤…ą¤—ą¤° ą¤†ą¤Ŗą¤•ो ą¤Æą¤¹ ą¤Ŗोą¤ø्ą¤Ÿ ą¤µाą¤•ą¤ˆ ą¤Ŗą¤øंą¤¦ ą¤†ą¤Æे ą¤¤ो ą¤‡ą¤ø ą¤Ŗोą¤ø्ą¤Ÿ ą¤•ो ą¤…ą¤Ŗą¤Øे ą¤¦ोą¤ø्ą¤¤ों ą¤•े ą¤øाą¤„ ą¤«ेą¤øą¤¬ुą¤•, ą¤—ूą¤—ą¤² +, ą¤Ÿ्ą¤µिą¤Ÿą¤° ą¤†ą¤¦ि ą¤Ŗą¤° ą¤œą¤°ूą¤° ą¤¶ेą¤Æą¤° ą¤•ą¤°ें।

Post a Comment

0 Comments